Ye Bhigi Fizaye Inhi Me Kho Jaye Lyrics | Kanch Aur Heera | Hemlata, Mohammed Rafi | Ravindra Jain

Ye Bhigi Fizaye Inhi Me Kho Jaye Lyrics | Kanch Aur Heera | Hemlata, Mohammed Rafi | Ravindra Jain

Ye bhigi fizaye inhi me kho jaye
Ye bhigi fizaye inhi me kho jaye
Jamana hame dhunde ham kisi ko na mile
Tamannao ke phul tanhai me khile
Tamannao ke phul tanhai me khile
Ye bhigi fizaye inhi me kho jaye
Jamana hame dhunde ham kisi ko na mile

Bar bar aata nahi din aisa
Karle tu tere ji me aaye jaisa
Bar bar aata nahi din aisa
Karle tu tere ji me aaye jaisa
Soch mat jag ko lagega kaisa
Ye bhigi fizaye inhi me kho jaye
Jamana hame dhunde ham kisi ko na mile

Dil me chupi ho arman banke
Tan me basi ho meri jan banke
Dil me chupi ho arman banke
Tan me basi ho meri jan banke
Chhod nahi jana anjan banke
Ye bhigi fizaye inhi me kho jaye
Jamana hame dhunde ham kisi ko na mile

Teri hu mai teri etbar karle
Apna banale mujhe pyar karle
Teri hu mai teri etbar karle
Apna banale mujhe pyar karle
Tan se tu man ka didar kar le
Ye bhigi fizaye inhi me kho jaye
Jamana hame dhunde ham kisi ko na mile
Tamannao ke phul tanhai me khile
Tamannao ke phul tanhai me khile
Ye bhigi fizaye inhi me kho jaye
Jamana hame dhunde ham kisi ko na mile

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *