Jis Rut Me Chudiya Khankatee Hain Lyrics | Kahaani Gudiya Ki | Sadhana Sargam | Vivek Prakash

Jis Rut Me Chudiya Khankatee Hain Lyrics | Kahaani Gudiya Ki | Sadhana Sargam | Vivek Prakash

Jis rut me chudiya khanakti hai
Ho jis rut me chudiya khanakti hai
Wo rut aa gayi mastani
Wo rut aa gayi mastani
Dulhe raja aayenge le jayenge bana ke rani

Wo bachpan ke khel khilaune
Wo gudiya ki sadi
Wo bachpan ke khel khilaune
Wo gudiya ki sadi
Yad aayegi bholepan ki bate sidhi sadi
Ho bate sidhi sadi
Bhul ke sakhiyo ki nadani
Tu ban jaye sayani
Bhul ke sakhiyo ki nadani
Tu ban jaye sayani
Dulhe raja aayenge le jayenge banake rani
Banno kaa aanchal divana pagal
Barasega piya par ye bankar badal
Banno ke kangan karte hai khankhan
Ye rukti sanse haye badhti dhadkan

Gati hai babul ki galiya
Kehte hai chaubare
Gati hai babul ki galiya
Kehte hai chaubare
Tere daman me bhar jaye ambar ke sab tare
Ha ha ha ambar ke sab tare
Tere din ho rang hasin ke
Raate ho nurani
Tere din ho rang hasin ke
Raate ho nurani
Dulhe raja aayenge le jayenge banake ranee
Ho jis rut me chudiya khanakti hai
Wo rut aa gayi mastani
Wo rut aa gayi mastani
Dulhe raja aayenge le jayenge bana ke rani
Dulhe raja aayenge le jayenge bana ke rani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *