Parwar Digara Lyrics | Sultan-e-deccan Banda Nawaz | Anuradha Paudwal | Abid Shah

Parwar Digara Lyrics | Sultan-e-deccan Banda Nawaz | Anuradha Paudwal | Abid Shah

Parwar digara parwar digara
Parwar digara parwar digara
Mushkil mein main tujh ko pukara
Mushkil mein main tujh ko pukara
Tu hi sahaara tu hi sahaara
Pawar digara parwar digara

Wo sabr hi to tha jisne ayyub ko zindagi de di
Wo sabr hi to tha jisne yunus ko bandagi de di
Wo sabr hi to tha wo sabr hi to tha jisne yusuf ko khushi de di
De de mujhe bhi sabr ka sahaara
De de mujhe bhi sabr ka sahaara
Parwar digaara parwar digaara

Ye zindagi bhi hai khudaya amaanat hi teri
Dil jal raha hai jo mera kayaamat hai teri
Jo jee rahi hun main jo jee rahi hun main wo inaayat hai teri
Tufa mein main hun tu hi kinaara
Tufa mein main hun tu hi kinaara
Parwar digara parwar digara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *