Dil Mera Hai Diwana Lyrics | Shart | Asha Bhosle | Hemant Kumar

Dil Mera Hai Diwana Lyrics | Shart | Asha Bhosle | Hemant Kumar

Dil mera hai diwana diwana mohabbat ka
Ek shama ka parwana parwana mohabbat ka
Dil mera hai diwana diwana mohabbat ka
Ek shama ka parwana parwana mohabbat ka

Rut ye suhani pyara zamana
Duniya ke gam se dil hai begana
Rut ye suhani pyara zamana
Duniya ke gam se dil hai begana
Hotho pe hai afsana
Hotho pe hai afsana afsana mohabbat ka
Dil mera hai diwana diwana mohabbat ka
Ek shama ka parwana parwana mohabbat ka

Hey hey bhula musafir bahki nigahe
Khoj rahi hai pyar ki rahe bhula musafir bahki nigahe
Khoj rahi hai pyar ki rahe aankho me hai maikhana
Aankho me hai maikhana maikhana mohabbat ka
Dil mera hai diwana diwana mohabbat ka
Ek shama ka parwana parwana mohabbat ka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *