Yun Khun Garibo Ka Bahati Hai Khudai Lyrics | Shama | Shamshad Begum | Ghulam Haider

Yun Khun Garibo Ka Bahati Hai Khudai Lyrics | Shama | Shamshad Begum | Ghulam Haider

Yu khun garibo ka bahati hai khudai
Yu khun garibo ka bahati hai khudai
Allah duhai hai duhai hai duhai
Kab tak ye sitam
Kab tak ye sitam aur ye dar dar ki gadai
Milta nahi do din ke liye bhi ek tera sahara
Ek tera sahara
Ek tera sahara
Ek tera sahara

Ya rabb teri tahmat se to inkar nahi hai
Ya rabb teri tahmat se to inkar nahi hai
Kyu kar kahu bando se tujhe pyar nahi hai
Kyu kar kahu bando se tujhe pyar nahi hai
Mai kuch bhi hu bacha to gunehgar nahi hai
Ye bhi to tukdo par karega ye gujara
Ek tera sahara
Ek tera sahara
Ek tera sahara

Mana hai teri den
Mana hai teri den jamane se nirali
Sab kuch diya tune jise hath uske hai khali
Sab kuch diya tune jise hath uske hai khali
Malik hai jo
Malik hai jo ghar ka wahi dar par hai sawali
Aaj apna hi mohtaz hai ye rajdulara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *