Aaj Pehli Pehli Baar Kiya Hamne Tumhe Lyrics | Shera Daku | Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar | Ganesh

Aaj Pehli Pehli Baar Kiya Hamne Tumhe Lyrics | Shera Daku | Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar | Ganesh

Aaj pahli pahli baar
Aaj pahli pahli baar kiya hamne tumhe pyar
Aaj pahli pahli baar kiya hamne tumhe pyar
Zindagi bhar hamara khayal rakhna
Zindagi bhar hamara khayal rakhna
Aaj pahli pahli baar kiya hamne tumhe pyar

Tumhe pyar ki kasam
Tumhe pyar ki kasam ruke jab kahi kadam
Badhke dena sahara khayal rakhna
Aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar

Tumse ho tumse ye iltza hai meri
Dekho khafa na ho jana
Dil ka ha dil ka karar banke rahna
Dil se juda na ho jana
Wada karo ab na kahi jaaoge
Wada karo ab na kahi jaaoge
Chhod kar ha chhod kar besahara khyal rakhna
Aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar
Aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar

Chahe ho chahe jamana chute
Par ye daman kabhi na chutega
Tute ha tute har ek nata
Dil ka nata kabhi na tutega
Tumhe chaha tumhe chahe jayenge
Tumhe chaha tumhe chahe jayenge
Ye karam hai ha karam hai tumhara khayal rakhna
Aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *