Nasha Jo Hai Lyrics | Mangal Pandey | Lata Mangeshkar | Anu Malik

Shabaabon husan sher-o-gazal shayari kalaam
Mehfil mein itne rang hai phir jaam ka kya hai kaam
Nasha jo hai shabaab mein sharaab mein kahan

Khushboo ye mere husan ki khushboo ye mere husan ki
Gulaab mein kahan
Nasha jo hai shabaab mein sharaab mein kahan

Jo shayari meri adaa adaa pe hai likhi
Jo shayari meri adaa adaa pe hai likhi
Jo shayari meri adaa adaa pe hai likhi
Aisi koi aisi koi aisi koi
Aisi koi gazal kisi kitaab mein kahan
Nasha jo hai shabaab mein sharaab mein kahan

Giru to to badhke thaam le jo bekhudi mein yun

Ye hausla ye hausla ye hausla
Ye hausla shabaab ka sharaab mein kahan
Nasha jo hai shabaab mein sharaab mein kahan
Khushboo ye mere husan ki gulaab mein kahan
Nasha jo hai shabaab mein sharaab mein kahan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *