Megh Tu Hi Nahi Jal Barsaye Lyrics | Zakhmon Ke Nishan | Hemlata | Ravindra Jain

Megh Tu Hi Nahi Jal Barsaye Lyrics | Zakhmon Ke Nishan | Hemlata | Ravindra Jain

Megh tuhi nahi jal barsaye
Mere bhi man par badal chaye
Garaj garaj tu bole mai gumsum rahu
Megh tuhi nahi jal barsaye
Mere bhi man par badal chaye
Garaj garaj tu bole mai gumsum rahu

Tujhko mila sagar se neer mujhko mili sajan se pid
Tujhko mila sagar se neer mujhko mili sajan se pid
Tu duniya se kahta fire haskar sah lu mai har pid
Tu duniya se kahta fire haskar sah lu mai har pid
Bhed tu apne kohle mai gahri bahu
Megh tuhi nahi jal barsaye
Mere bhi man par badal chaye
Garaj garaj tu bole mai gumsum rahu

Mera rona khun aaye tera rona sawan laye
Mera rona khun aaye tera rona sawan laye
Isiliye aasu piti hu mai jag roto ki hasi udaye
Isiliye aasu piti hu mai jag roto ki hasi udaye
Mere bhi man me hai shole mai ka se kahu
Megh tuhi nahi jal barsaye
Mere bhi man par badal chaye
Garaj garaj tu bole mai gumsum rahu
Mai gumsum rahu ho mai gumsum rahu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *