Kahi Kaanto Me Mehak Hai, Kahin Phoolo Me Chuban Hai Lyrics | Man Tera Tan Mera | Asha Bhosle | Sapan Jagmohan

Kahi kanto me mahak hai kahi kanto me mahak hai
Kahi phulo me chuban hai ae dil tu hi bata mujhko
Ye kaisa chaman hai kahi kanto me mahak hai

Kabhi manjil ki nazar aati hai tasvire
Kabhi pairo se lipat jati hai zanzire
Na sapno ko sahara le ye diwanapan hai
Kahi kanto me mahak hai kahi phulo me chuban hai
Ae dil tu hi bata mujhko ye kaisa chaman hai
Kahi kanto me mahak hai

Kabhi kirno se baras jata hai andhiyara
Kabhi hasne ko taras jata hai ujiyara
Wo humse bhi mile jisko khushi ki lagan hai
Kahi kanto me mahak hai kahi phulo me chuban hai
Ae dil tu hi bata mujhko ye kaisa chaman hai
Kahi kanto me mahak hai

Kahi phulo me chuban hai ae dil tu hi bata mujhko
Ye kaisa chaman hai kahi kanto me mahak hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *