Haan maara
Haan waade ne tere aise
Tute hai taara jaise
Kahun main ab kaise haay haay
Jale dil mera mere piya jaise diya saaari raat

Jindagi ek shamma hai bujhi bujhi
Bewafa duniya hai luti luti
Ho sake toh aaja mere saamane
Tu nahi toh kaun aaye thaamane
La la la la la
Hawa woh chale tan jale mann jale saari raat

Tu nahi toh sama hai fika fika
Aa bhi ja ke mausam hai bhiga bhiga
Tu jo ho toh baat kuch aur ho
Aa sake toh raat kuch aur hai
La la la la la
Achi na lage re tere bina mere sajna koyi baat