Mai Shama Kaha Parwana Lyrics | Monto | Asha Bhosle | Kalyanji Anandji

Mai Shama Kaha Parwana Lyrics | Monto | Asha Bhosle | Kalyanji Anandji

Mai shama kaha parwana mai shama kaha parwana
Hai mehfil nahi diwana husn mera hai aag ka shola
Ise lagana hath nahi tu kya pyar karega mujhse
Ja teri ye aukat nahi ja teri ye aukat nahi
Mai shama kaha parwana

Koi nahi dildar jo de de pyar aur mai kaha se pau
Pyar mai kaha se pau kabhi to ruth ke hai charo aur
Mai kaise rup chhupau mai kaise rup chhupau
Sabke dil ka darpan dekha kisi me koi zazbat nahi
Tu kya pyar karega mujhse ja teri ye aukat nahi
Ja teri ye aukat nahi mai shama kaha parwana

Tere dil ke raz sabhi andaz janeman jan gayi hu
Janeman jan gayi hu jan ke hai anjan arey nadan
Tujhe pehchan gayi hu tujhe pechan gayi hu

Tune sochi jo dil me wo hone wali bat nahi
Tu kya pyar karega mujhse ja teri ye aukat nahi
Ja ja teri ye aukat nahi mai shama kaha parwana
Hai mehfil nahi diwana husn mera hai aag ka shola
Ise lagana hath nahi tu kya pyar karega mujhse
Ja teri ye aukat nahi ja ja teri ye aukat nahi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *