Om jai jagdish hare svaami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan me door kare om jai jagdish hare
Om jai jagdish hare svaami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan me door kare om jai jagdish hare
Tum ho ek agochar sabke praan pati
Svaami sabke praan pati
Kis vidhi miloo daya main
Kis vidhi miloo daya main tumko main kumati
Om jai jagdish hare
Om jai jagdish hare svaami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan main door kare om jai jagdish hare
Maat pitaa tum mere sharan gahu main kiski
Prabhu sharan gahu main kiski
Tum bin aur na duja
Prabhu bin aur na duja
Aas karu main jiski
Om jai jagdish hare
Om jai jagdish hare
Svaami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan me door kare om jai jagdish hare

