Tauba Hai Tauba Hai Lyrics | Mantra | Faakhir

Tauba Hai Tauba Hai Lyrics | Mantra | Faakhir

Aankho mein shabaab hai chehra ye gulaab hai
Har ada ajab hai husn behisaab hai
Too jo benakaab hai tauba hai tauba hai tauba hai
Tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

Julfon ko chhu kar tum jab muskuratee ho
Julfon ko chhu kar tum jab muskuratee ho
Dekhnewalo pe bijalee giratee ho
Wallah aafat kayamat ho tum
Mai dil hu aur dil kee chaahat ho tum
Har ada ajab hai husn behisaab hai
Too jo benakaab hai tauba hai tauba hai tauba hai
Tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

Kar kay eshara tum bholee ban jatee ho
Kar kay eshara tum bholee ban jatee ho
Dil ko satatee ho ham ko tarpatee ho
Jannat kee huro se badhkar ho tum
Shola ho shabnam ho jaadu ho tum
Har ada ajab hai husn behisaab hai
Too jo benakaab hai tauba hai tauba hai tauba hai
Tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *