Humko Bhi Mana Hai Lyrics | Thief Of Baghdad | Asha Bhosle | B N Bali

Humko Bhi Mana Hai Lyrics | Thief Of Baghdad | Asha Bhosle | B N Bali

Hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai
Hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai
Marne se darna kya ho jine ki bate kar
Hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai

Dunia ke gulshan me kate hazaro hai
Dunia ke gulshan me kate hazaro hai
Kato se bachta ja kaliyo se daman bhar
Hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai

Chahat ki raho me mana ki khatra hai
Chahat ki raho me mana ki khatra hai
Phir bhi tu chalta ja mere isharo par
Hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai

Maujo me rahne de kashti jawani ki
Maujo me rahne de kashti jawani ki
Aata nahi hamko marna kinaro par
Aata nahi hamko marna kinaro par
Hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai
Marne se darna kya ho jine ki bate kar
Hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *