Shyaam Abhimaani O Shyaam Abhimaani Lyrics | Geet Gaata Chal | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Ravindra Jain

Shyaam Abhimaani O Shyaam Abhimaani Lyrics | Geet Gaata Chal | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Ravindra Jain

Shyaam abhimaani o shyaam abhimaani
Shyaam abhimaani o shyaam abhimaani
Tum to bhaye mathura ke raaja roti rahi raadha raani
O diwani ari diwani
O diwani ari diwani
Raajaa hua mai auro ka lekin raadha mere man ki raani
Shyaam abhimaani o shyaam abhimaani
O diwani ari diwani

Achchha bataao saanvare kahe chhod a gokul gaanv re
Jis bansi ke the baavare vo kar gayi man me ghaav re
Vo kar gayi man me ghaav re
Bante ho tum dino ke bandhu naari ki pida nahi jaani
Shyaam abhimaani o shyaam abhimaani
O diwani ari diwani

Meri bansi me jitne git hai sab raadha ke manmit hai
Sab raadha ke manmit hai
Kab raadha alag hai shyaam se vo to jud gayi hai mere naam se
Vo to jud gayi hai mere naam se
Chanda me jyoti sipo me moti saagar me jaise ho paani
O diwani ari diwani
Shyaam abhimaani o shyaam abhimaani

Moti ki baate chhod do dekho tute dil ko jod do
Dekho tute dil ko jod do
O kuchh aisi thi majburiya jo badh gayi apni duriya
Jo badh gayi apni duriya
Subah ka bhula sandhya ko jo laute kehte hai sab usko gyaani
Shyaam abhimaani o shyaam abhimaani
Shyaam abhimaani o shyaam abhimaani
Raadha re
Raadha re
Raadha re
Raadha re
Kaanha re
Kaanha re
Kaanha re
Kaanha re
Raadha re
Raadha re
Raadha re
Raadha re
Kaanha re
Kaanha re
Kaanha re
Kaanha re

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *