Chahoonga Mai Tujhe Lekin Kabhi Pyar Na Karunga Lyrics | Chahoonga Main Tujhe | Mohammed Aziz | Laxmikant Pyarelal

Chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga

Tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai
Hay hay kis kis ladki ko apne dil me jagah mai dunga

Aana hai to mere pichhe
Mere pichhe chali aana
Aana hai to mere pichhe
Mere pichhe chali aana
Jana ho to jaha marji jaha marji chale jana hai
Tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai
Hay hay kisi ka ek pal bhi intzar na karunga
Chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga
Chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga

Yad na karunga tera nam nahi lunga
Or sab dunga tujhe dil nahi dunga
Yad na karunga tera nam nahi lunga
Or sab dunga tujhe dil nahi dunga
Tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai
Hay hay jan kabhi tujhpe mai nisar na karunga
Chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga
Chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga
Tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai
Hay hay kis kis ladki ko apne dil me jagah mai dunga
Chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *