Channa Kahan Guzaari Lyrics | Second Hand Husband | Sunidhi Chauhan | Jatinder Shah

Channa Kahan Guzaari Lyrics | Second Hand Husband | Sunidhi Chauhan | Jatinder Shah

Soohe ve chere waaliya main kehniya
Soohe ve chere waaliya main kehniya
Kar chatri di shaa mai chhave beniya

Mere bin rehne laga hai
Teri kahan pe lag gai yaari
Mere bin rehne laga hai
Teri kahan pe lag gai yaari
Tu kucch na mujhe bataaye
Main poocch-poocch ke haari
Channa kahan guzaari
Channa kahan guzaari tune raat oye
Main thi taaro ke saath oye
Channa kahan guzaari tune raat oye
Main thi taaro ke saath oye
Channa kahan guzaari
Channa

Tere liye sajti sawarti hu
Singaar sau sau karti hu
Ho tere liye sajti sawarti hu
Singaar sau sau karti hu
Dil me arman leke
Tu ek nazar na dekhe
Tu ek nazar na dekhe
Saj-dhaj ke kise milne ki
Karta hai roz tayyari
Tu kucch na mujhe bataaye
Main poocch-poocch ke haari
Channa kahan guzaari
Channa

Akhiyan kucch teri chupati hain
Haye jaan meri le jati hain
Akhiyan kucch teri chupati hain
Haye jaan meri le jati hain
Rang-dhang badle tere
Tu bas mein nahi hai mere
Tu bas mein nahi hai mere
Kucch bhi main samajh na paai
Tarqeeb laga li saari
Tu kucch na mujhe bataaye
Main poocch-poocch ke haari
Channa kahan guzaari
Ve channa kahan guzaari tune raat oye
Main thi taaro ke saath oye
Channa kahan guzaari tune raat oye
Main thi taaro ke saath oye
Channa kahan guzaari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *