Teri Meri Ankahi Dastan Lyrics | Bezubaan Ishq | Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal | Rupesh Verma

Teri Meri Ankahi Dastan Lyrics | Bezubaan Ishq | Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal | Rupesh Verma

Teri meri ankahi daastaan
Keh gawaa hai
Ye zameen aasmaan
Teri meri ankahi daastaan
Keh gawaa hai
Ye zameen aasmaan
Teri aankhon mein likhi jo shayari
Kaise karoon main bayaan
Tu meri kahani
Main teri zubaan
Tu meri kahani
Main teri zubaan
Tu meri kahani
Main teri zubaan
Tu meri kahani
Main teri zubaan

Tera mera rishta purana
Janmon janmon se aana jaana
Banke mann ka meet re meet re meet re
Tera mera rishta purana
Janmon janmon se aana jaana
Banke mann ka meet re
Jab ye nahi the chaand sitaare
Na thi nadiyaan sagar kinaare
Tab se apni preet re
Tab se apni preet re
Aasmaan bhi karta hai
Aasmaan bhi karta hai afsaana bayaan
Tere mere ishq ka
Tu meri kahani
Main teri zubaan
Tu meri kahani
Main teri zubaan
Tu meri kahani
Main teri zubaan
Tu meri kahani
Main teri zubaan

Tere bina kaisa ye jeena
Dil se bandhi hai dor teri
Saanson mein meri saans re
Saans re saans re
Tere bina kaisa ye jeena
Dil se bandhi hai dor teri
Saanson mein meri saans re
Tum zindagi ho
Tum bandagi ho
Dard bhi tum ho
Tum hi dawa ho
Tum hi dil ki pyaas re
Tum hi dil ki pyaas re
Jo tu kahe yaara
Jo tu kahe yaara ye waada raha
Honge hum ek pal mein fanaa
Tu meri kahani
Main teri zubaan
Tu meri kahani
Main teri zubaan
Tu meri kahani
Main teri zubaan
Tu meri kahani
Main teri zubaan zubaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *