Kabhi Yeh Haath Hain Hamsafar Bhi Lyrics | Inaam Dus Hazaar | Anuradha Paudwal | R D Burman

Kabhi yeh haath hain hamsafar bhi kho jaate bhi hai saath chalke
Kabhi mud jaate hai iss tarah se rakh dete hai duniya badalke

Duniya badalti hai to na puchho hota hai kya mere dil
Jaaye jidhar bhi wahin pe achanak milta hai koyi kaatil

Aaya jo bhi ghere mein inke nahi jaata yahaan se nikalke
Kabhi mud jaate hai iss tarah se rakh dete hai duniya badalke

Chaaron taraf hai maut ka pehra band hai sab raahein
Banke chhuri gardan pe girengi badhti huyi baahein

Itne berehem hai ke tauba maar daale gale milte milte
Kabhi mud jaate hai iss tarah se rakh dete hai duniya badalke
Kabhi yeh haath hain hamsafar bhi kho jaate bhi hai saath chalke
Kabhi mud jaate hai iss tarah se rakh dete hai duniya badalke

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *