Gairon Se Ab Sunaa Karo Nagmen Bahaar Ke Lyrics | Ghulam Ali (Non-film) | Ghulam Ali | Ghulam ali

Gairon Se Ab Sunaa Karo Nagmen Bahaar Ke Lyrics | Ghulam Ali (Non-film) | Ghulam Ali | Ghulam ali

Gairo se ab suna karo nagme bahar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke
Hum to chale mata-e-dilo jaan haar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke

Baade sahar ne jab tere aane ki di navid
Baade sahar ne jab tere aane ki di navid
Murjhaye phul khil uthe mere mazaar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke

Aksar usi pe ja ke giri barke-be-amaa
Aksar usi pe ja ke giri barke-be-amaa
Turge buland ho gaye jis shakhsaar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke

Jalne ko dil to de diya
Dil ko juba na di
Jalne ko dil to de diya
Dil ko juba na di
Dekhe hai humne hausale parwardigar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke

Suraj ki dhup bhi inhe shayad hi dho sake
Suraj ki dhup bhi inhe shayad hi dho sake
Jo hashiye ufaq pe hai dard-o-gubaar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke
Hum to chale mata-e-dilo jaan haar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke
Gairo se ab suna karo nagme bahar ke

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *