Ham Unako Samajhate Hain Ummido Kaa Sahara Lyrics | Bikhre Moti | Lata Mangeshkar | Ghulam Mohammad

Ham Unako Samajhate Hain Ummido Kaa Sahara Lyrics | Bikhre Moti | Lata Mangeshkar | Ghulam Mohammad

Hum unko samajhte hain umeedo ka sahara
De de koyi ja kar unhe paigam humara
Hum unko samajhte hain umeedo ka sahara
De de koyi ja kar unhe paigam humara

Bedard hain kya samajhenge wo meri mohabbat
Bedard hain kya samajhenge wo meri mohabbat
Aansu hai meri aankh ka tuta hua tara
De de koyi ja kar unhe paigam humara
Hum unko samajhte hain umeedo ka sahara
De de koyi ja kar unhe paigam humara

O
Wo aankh bacha kar jo mere paas se gujre
Ho paas se gujre
O
Wo aankh bacha kar jo mere paas se gujre
Ho paas se gujre
Dil ne unhe rah rah ke kayi baar pukara
De de koyi ja kar unhe paigam humara
Hum unko samajhte hain umeedo ka sahara
De de koyi ja kar unhe paigam humara

O
Yaad aa gaya aise me hume milna kisi ka
Milna kisi ka
O
Yaad aa gaya aise me hume milna kisi ka
Milna kisi ka
Jata tha kahin dur koyi dard ka mara
De de koyi ja kar unhe paigam humara
Hum unko samajhte hain umeedo ka sahara
De de koyi ja kar unhe paigam humara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *