Ye Kiska Tassavoor Hai Lyrics | Muntazir (Album) | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Ye kiska tassavur hai ye kiska fasana hai

Jo ashq hai aankho me tasbih kadana hai

Jo unpe gujarti hai kisne use jana hai
Jo unpe gujarti hai kisne use jana hai
Apni hi musibat hai apna hi fansana hai
Aankho me nami si hai chup chup se vo baithe hai

Najuk si nigaaho me naajuk sa fasana hai

Ye ishq nahi aasaan itna to samajh lije
Ye ishq nahi aasaan itna to samajh lije
Ek aag ka dariya aur doob ke jana hai
Ya wo the khafa humse ya hum hai khafa unse

Kal unka jamana tha aaj vakul na jamana hai
Ye kiska tassavur hai ye kiska fasana hai
Jo ashq hai aankho me tasbih kadana hai
Ye kiska tassavur hai ye kiska fasana hai
Ye kiska tassavur hai ye kiska fasana hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *