Jashnn hain mohabbat ka shaan se manaana
Kissa yeh pyaar ka sabko sunaana
Jashnn hain mohabbat ka shaan se manaana
Kissa yeh pyaar ka sabko sunaana
Dard bhari daastaan has haske gaana
Aashiq ki maut hai bhul nahi jaana bhul nahi jaana
Bhul nahi jaana
Khel yeh ajeeb hai sadiyon puraana
Baar baar marta hai aashiq deewaana
Khel yeh ajeeb hai sadiyon puraana
Baar baar marta hai aashiq deewaana
Lekin yeh aashiq ajeebon gareeb hai
Apne hi haath likha apna naseeb hai apna naseeb hai
Shamma ka kaam hai jalna jalaana
Parwaane ka kaam hai marna mit jaana
Shamma ka kaam hai jalna jalaana
Parwaane ka kaam hai marna mit jaana
Baandh liya hai isne sar pe kafan
Dekhne ki cheej jiske marne ka pan
Marne ka pan marne ka pan
Hero hero hero hero hero hero

