Kuch Log Jeeti Baazi Lyrics | Megha | Lata Mangeshkar | Ram Laxman

Kuch Log Jeeti Baazi Lyrics | Megha | Lata Mangeshkar | Ram Laxman

Kuch log jeeti bazi apne se harte hai
Mit kar kisi ki dunia kaise sawarte hai
Kuch log jeeti bazi apne se harte hai
Mit kar kisi ki dunia kaise sawarte hai

Kuch raaste hai jinki manzil nahi hai koi
Kuch kashtiya hai jinka sahil nahi hai koi
Kuch raaste hai jinki manzil nahi hai koi
Kuch kashtiya hai jinka sahil nahi hai koi
Gumnam zindagi yu kitne gujarte hai
Mit kar kisi ki dunia kaise sawarte hai

Khud bagba ne fuka hai mere aashiyan ko
Majbur hoke maine chhod a hai gulsitan ko
Khud bagba ne fuka hai mere aashiyan ko
Majbur hoke maine chhod a hai gulsitan ko
Us gulsitan ke bande bemaut maarte hai
Mit kar kisi ki dunia kaise sawarte hai

Uth kar yu berukhi se mehfil se jane wale
Yu chhin lena na hamse didar ke ujale
Uth kar yu berukhi se mehfil se jane wale
Yu chhin lena na hamse didar ke ujale
Ruk ja ke mere aansu tujhko pukarte hai
Mit kar kisi ki dunia kaise sawarte hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *