Champayi Rang Yaar Aajaye Lyrics | Jaanisaar | Ustad Shafqat Ali Khan, Shreya Ghoshal | Muzaffar Ali, Ustad Shafqat Ali Khan

Champayi Rang Yaar Aajaye Lyrics | Jaanisaar | Ustad Shafqat Ali Khan, Shreya Ghoshal | Muzaffar Ali, Ustad Shafqat Ali Khan

Champayi rang yaar aa jaye
Champayi rang yaar aa jaye
Nikhate khush gawaar aa jaye
Nikhate khush gawaar aa jaye
Champayi rang yaar aa jaye

Woh haseen dekh le jo aaina
Woh haseen dekh le jo aaina
Aaine par gubaar aa jaye
Aaine par gubaar aa jaye
Champayi rang yaar aa aa

Khaali shishe ko kya karun saaki
Khaali shishe ko kya karun saaki
Jaam bhi baar baar aa jaaye
Jaam bhi baar baar aa jaaye
Champayi rang yaar aa jaye

Unki aankho ko dekh kar akhtar
Unki aankho ko dekh kar akhtar
Nasha be-ikhtiyaar aa jaaye
Nasha be-ikhtiyaar aa jaaye
Champayi rang yaar aa jaye
Champayi rang yaar aa jaye
Nikhate khush gawaar aa jaye
Nikhate khush gawaar aa jaye
Champayi humm aa jaye
Aa jaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *