Zindagi Kya Tera Nasha Lyrics | Zindagi | Aditya Narayan | Harshit Chauhan

Zindagi Kya Tera Nasha Lyrics | Zindagi | Aditya Narayan | Harshit Chauhan

Zindagi kya tera nasha
Koi mehka
Koi behka tere ishq ka
Zindagi uff teri ada
Kahin tohfa
Kahin jhonka tere ishq ka
Tu din raat bhar saanso me yu dub kar
Chahte de ja rahi humko yaha
Humko yaha
Zindagi kya tera nasha
Koi mehka
Koi behka tere ishq ka
Zindagi uff teri ada
Kahin tohfa
Kahin jhonka tere ishq ka
Tu din raat bhar saanso me yu dub kar
Chahte de ja rahi humko yaha
Humko yaha
Yaha

Bewaqt deti hai tu khushiyon ki sada
Har chehra le aati khushnuma
Tere irade hain bas tujhko hi pata
Har lamha hai lamha jashn ka

Dhage tu
Baandhe tu
In saanso ko deke ek disha
Aage tu
Bhaage tu
Kuch yaadon ke pichhe rakh nisha
Kahin tohfa
Kahin jhonka tere ishq ka
Zindagi kya tera nasha
Koi mehka
Koi behka tere ishq ka
Zindagi uff teri ada
Kahin tohfa
Kahin jhonka tere ishq ka

Kambakht seedhi lagti par seedhi kahan
Hai tedhi par meethi daasta
Khamosh pal bhar ko bhi na rahti yaha
Bin baate kah jati kya se kya
Kabhi dur nahi tu
Hai seene mein teri ek jagah
Aage tu
Bhaage tu
Kuch yaadon ke piche rakh nisha
Kahin tohfa
Kahin jhonka tere ishq ka
Zindagi kya tera nasha
Koi mehka
Koi behka tere ishq ka
Zindagi uff teri ada
Kahin tohfa
Kahin jhonka tere ishq ka
Zindagi
Zindagi
Zindagi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *