Karna Padta Hai Lyrics | Karna Padta Hai | Devang Patel | Devang Patel

Karna Padta Hai Lyrics | Karna Padta Hai | Devang Patel | Devang Patel

Karna padta hai
Karna padta hai
Is duniya me jeena hai to karna padta hai
Mere bhai karna padta hai
Karna padta hai
Is duniya me jeena hai to karna padta hai

Mana ke aalu bada accha lagta hai
Mana ke aalu bada accha lagta hai
Par roz roz khane me wo to kadwa lagta hai
Par roz roz khane me wo to kadwa lagta hai
Isi tarah rakhna padta hai
Rakhna padta hai
Biwi ke alawa do teen setting rakhna padta hai
Mere bhai karna padta hai
Karna padta hai
Is duniya me jeena hai to karna padta hai

Mana ke kaam ka tension lena padta hai
Mana ke kaam ka tension lena padta hai
Par tension se bhi to relax hona padta hai
Par tension se bhi to relax hona padta hai
Isliye peena padta hai
Peena padta hai
Sham dhalte hi beer whisky peena padta hai
Mere bhai karna padta hai
Karna padta hai
Is duniya mein jeena hai to karna padta hai

Mana apna thobda na bura lagta hai
Mana apna thobda na bura lagta hai
Par video dekhne wala sala kuch dekhna mangta hai
Par video dekhne wala sala kuch dekhna mangta hai
Isliye nachna padta hai
Nachana padta hai
Latke me ye hot ladkiya dikhana padta hai
Mere bhai karna padta hai
Karna padta hai
Is duniya mein jeena hai to karna padta hai
Mere bhai karna padta hai
Karna padta hai
Is duniya mein jeena hai to karna padta hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *