Ho Naa Ho Naa Tum Lyrics | Kaun Kitney Paani Mein | Shilpa Rao | Style Bhai, Shubhi Khanna

Ho Naa Ho Naa Tum Lyrics | Kaun Kitney Paani Mein | Shilpa Rao | Style Bhai, Shubhi Khanna

Tu mere karib ki
Sab barikiyo mein sama gaya hai tu
Jo koi sawal ho
Jawab bhi mera ban gaya hai tu

Main soch mein bas rah gayi
Jisme tu nahi wo baat kaisi
Ye umar bhi kya umar hai
Jo tu nahi wo raat kaisi
Ho na ho na tum
Ho na ho na tum
Ho na ho na tum

Madhoshiya kahti hai rukna abhi
Hai kashmkash nahi dhalta ye junun
Kabhi chupke se tu jhanke zindagi mein meri
Pal pal mein jaise bikhra jadu
Main sochti bas rah gayi
Dil mein na jo tu
Saans ruk jati kab ki
Khayal mein bas tu dikhe
Jo tu nahi wo yaad kaisi
Ho na ho na tum
Ho na ho na tum
Ho na ho na tum

Ho na ho na tum
Ho na ho na tum
Ho na ho na tum

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *