Kaya Sang Chali Ye Chaya Lyrics | Mata Mahakali | Avinash Vyas

Kaya Sang Chali Ye Chaya Lyrics | Mata Mahakali | Avinash Vyas

Kaaya sang chali ye chhaya le jeevan ka bhaar
Le jeevan ka bhaar
Kaaya sang chali ye chhaya le jeevan ka bhaar
Ganga jamuna se bhi paawan is naari ka pyar

Chal di aandhi aaye tufaan baras rahi barsaat
Janam janam ka bandhan dekho chhut na sakta saath
Chhut na sakta saath

Dhadhak uthi dharti ki chhati
Bhabhak utha aakash
Phir bhi toot nahi sakti hai
Sati ke man ki aas
Sati ke man ki aas
Sati ke man ki aas
Himalay bhi pighalta hai
Are maanav sambhal ke chal
Samay karwat badalta hai
Samay ka chakr chalta hai
Samay ka chakr chalta hai
Samay ka chakr chalta hai
Samay ka chakr chalta hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *