Iss duniya me kaun sawaare
Sabke bigde kaam
Iss duniya me
Iss duniya me kaun sawaare
Sabke bigde kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Iss duniya me kaun sawaare
Sabke bigde kaam
Iss duniya me kaun sawaare
Sabke bigde kaam
Are bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Roz padho ramayan ko
Roz padho ramayan ko
Julm ka sar jab uncha ho
Julm ka sar jab uncha ho
Tab tab usko yaad karo
Tab tab usko yaad karo
Are jiske haatho hona hai raawan ka
Raawan ka kaam tamaam
Are bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Iss duniya me kaun sawaare
Sabke bigde kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Raghukul reet sada chali aayi
Praan jaaye par vachan na jaaye
Ek ek ek jaise ke hanuman hai ek
Hum sabki pehchan hai ek
Jism juda par jaan hai ek
Jaise ke hanuman hai ek
Hum sab ki pehchan hai ek
Jism juda par jaan hai ek
Ho ek hi naam se lagte hai hum tino ke naam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Are bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Iss duniya me kaun sawaare
Sabke bigde kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam

