Waqt Nazdeek Hai Mulaqaat Ka Lyrics | Tere Ishq Mein Qurbaan | Sadhana Sargam, Udit Narayan | Harsh Vyas

Waqt Nazdeek Hai Mulaqaat Ka Lyrics | Tere Ishq Mein Qurbaan | Sadhana Sargam, Udit Narayan | Harsh Vyas

Maang lun main umar main umar
Thaam lun main jigar main jigar
Maang lun main umar thaam lun main jigar
Maang lun main umar thaam lun main jigar
Waqt nazdeek hai mulakaat ka
Waqt nazdeek hai mulakaat ka
Hai pareshan najar
Lo lagi hai udhar
Hai pareshan najar
Lo lagi hai udhar
Waqt nazdeek hai mulakaat ka
Ho o waqt nazdeek hai mulakaat ka

Aaj jee lungi main apne saaton janam
Mere ghar bhi padenge khushi ke kadam
Ho aaj jee lungi main apne saaton janam
Mere ghar bhi padenge khushi ke kadam
Saamne dekh kar apne mehabub ko
Kahin aa jaaye na mere hoton pe dam
Aaj rakhna bhram tu meri raat ka
Waqt nazdeek hai mulakaat ka
Ho o waqt nazdeek hai mulakaat ka

Reh gayi ghut ke jeene ki hasrat meri
Chahti reh gayi mujhko chahat meri
Ho o reh gayi ghut ke jeene ki hasrat meri
Chahti reh gayi mujhko chahat meri
Ek shikwa hai bas mujhko taqdeer se
Kyun judayi se likhi mohabbat meri
Saamna main karun kaise halaat ka
Waqt nazdeek hai mulakaat ka
Haan waqt nazdeek hai mulakaat ka

Saare armaan apne nikaalungi main
Apni julfon mein tujhko chhupa lungi main
Ho o saare armaan apne nikaalungi main
Apni julfon mein tujhko chhupa lungi main
Zindagi aaj tujhpe luta dunga main
Apni chaht se tujhko mila dunga main
Imtihaan aaj hai dil ke jazbaat ka
Waqt nazdeek hai mulakaat ka
Haan waqt nazdeek hai mulakaat ka

Maang lun main umar thaam lun main jigar
Hai pareshan najar
Lo lagi hai udhar
Waqt nazdeek hai mulakaat ka
Ho o waqt nazdeek hai mulakaat ka
Waqt nazdeek hai mulakaat ka
Haan waqt nazdeek hai mulakaat ka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *