More Saiyyan Lyrics | Badlapur Boys | Javed Ali, Shreya Ghoshal | Raju Sardar

More Saiyyan Lyrics | Badlapur Boys | Javed Ali, Shreya Ghoshal | Raju Sardar

More saiyan tham baiyan
More saiyan tham baiyan
Dhup hoon main
Tu mori chhaiyan
Radha hui shyam ki
Sita hui ram ki
Radha hui shyam ki
Sita hui ram ki
Main to hui tori deewaani
Deewaani
Main to hua tora deewana

Tum mere adhro ka moti ho
Aankhon ki jyoti ho
Man ka ujaala ho
Tore sang hi jeeya mora laaga
Tose bandha preet ka dhaaga
Ho radha hui shyam ki
Sita hui ram ki
Main to hua tora deewana
Deewana
Main to hui tori deewaani
Deewaani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *