Iss Tarah Aapko Lyrics | Siyahat  A Journey Through Emotions  (Album) | Shishir Parkhie | Shishir Parkhie

Iss Tarah Aapko Lyrics | Siyahat A Journey Through Emotions (Album) | Shishir Parkhie | Shishir Parkhie

Is tarah aapko aashana kar gaya
Is tarah aapko aashana kar gaya
Is tarah aapko aashana kar gaya
Ki mujhe aaine se judda kar gaya
Is tarah aapko aashana kar gaya

Sang pairon me milate rahe mustkil
Sang pairon me milate rahe mustkil
Sang pairon me milate rahe mustkil
Main unhen jod kar raasta kar gaya
Main unhen jod kar raasta kar gaya
Ki mujhe aaine se judda kar gaya
Is tarah aapko aashana kar gaya

Tannjo tohamat ki parwaah nahi dosto
Tannjo tohamat ki parwaah nahi dosto
Tannjo tohamat ki parwaah nahi dosto
Jo suna sun liya ansuna kar diya
Jo suna sun liya ansuna kar diya
Ki mujhe aaine se judda kar gaya
Is tarah aapko aashana kar gaya

Meri oakaat itani rahi umra bhar
Meri oakaat itani rahi umra bhar
Meri oakaat itani rahi umra bhar
Har koi haal par mashwara kar gaya
Har koi haal par mashwara kar gaya
Har koi haal par mashwara kar gaya
Ki mujhe aaine se judda kar gaya
Is tarah aapko aashana kar gaya

Zindagi tujhse koi shikayat nahi
Zindagi tujhse koi shikayat nahi
Zindagi tujhse koi shikayat nahi
Jo mila jab mila saamna kar gaya
Jo mila jab mila saamna kar gaya
Ki mujhe aaine se judda kar gaya
Is tarah aapko aashana kar gaya
Is tarah aapko aashana kar gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *