Dard Me Doobi Lyrics | Kuchh Dil Ne Kaha  (Album) | Mohammed Hussain, Ahmed Hussain | Anup Jalota

Dard Me Doobi Lyrics | Kuchh Dil Ne Kaha (Album) | Mohammed Hussain, Ahmed Hussain | Anup Jalota

Dard me dubi zindagi kyu hain
Dard me dubi zindagi kyu hain
Gum ke saaye me har khushi kyu hain
Gum ke saaye me har khushi kyu hain
Dard me dubi zindagi kyu hain

Mera bachpan jahan pe beeta hain
Mera bachpan jahan pe beeta hain
Mere khwabon me wo gali kyun hain
Mere khwabon me wo gali kyun hain
Gum ke saaye me har khushi kyu hain
Dard me dubi zindagi kyu hain

Har qadam saath mere chal kar bhi
Har qadam saath mere chal kar bhi
Zindagi mujhse ajnabee kyun hain
Zindagi mujhse ajnabee kyun hain
Gum ke saaye me har khushi kyu hain
Dard me dubi zindagi kyu hain

Dard o gamo har kadam pe milate hain
Dard o gamo har kadam pe milate hain
Par masarat kabhi kabhi kyun hain
Par masarat kabhi kabhi kyun hain
Gum ke saaye me har khushi kyu hain
Dard me dubi zindagi kyu hain

Main mukamall samjhta hu khud ko
Main mukamall samjhta hu khud ko
Soch me meri ye kamee kyun hain
Soch me meri ye kamee kyun hain
Gum ke saaye me har khushi kyu hain
Dard me dubi zindagi kyu hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *