Hriday Me Jinke Sare Teerath Lyrics | Sant Gyaneshwar | Lata Mangeshkar | Shrikant Telang

Hriday Me Jinke Sare Teerath Lyrics | Sant Gyaneshwar | Lata Mangeshkar | Shrikant Telang

Hirday me jinke sare tirath
Charno me jinke chaaro dhaam
Hirday me jinke sare tirath
Charno me jinke chaaro dhaam
Gyaan ke geeta ke gaayak
Gyaneshwar ko sab karo prnaam
Gyaneshwar ko karo prnaam
Namami he gyaneshwar
Dayami he gyaneshwar

Gyaneshwar ko sab karo prnaam
Gyaneshwar ko karo prnaam
Namami he gyaneshwar
Dayami he gyaneshwar

Jab agyaan aniti adharm ke
Kaale baadal chhaye
Tab prakaash ban kar gyaneshwar
Is dharti par aaye
Tab prakaash ban kar gyaneshwar
Is dharti par aaye
Soi aatmaao ki jagakar
Amar kar gaye apna naam
Gyaan ke geeta ke gaayak
Gyaneshwar ko sab karo prnaam
Gyaneshwar ko karo prnaam
Namami he gyaneshwar
Dayami he gyaneshwar

Maat peeta bin bacpan beeta
Yaad aaye
Ghar se beghar fire bhatakte
Sau sau kasht uthaye
Ghar se beghar fire bhatakte
Sau sau kasht uthaye
Sau sau kasht uthaye
Dharam hata kar
Karam sikha kar
Kiya dharam heet sangraam
Gyaan ke geeta ke gaayak
Gyaneshwar ko sab karo prnaam
Gyaneshwar ko karo prnaam
Namami he gyaneshwar
Dayami he gyaneshwar

Unch neech ka bhed mitakar
Maanav dharam sikhaya
Daya shama karuna mamta ka
Pawan path padhaya
Daya shama karuna mamta ka
Pawan path padhaya
Ghar ghar prem ki jyot jagakar
Purn kar gae apna kaam
Gyaan ke geeta ke gaayak
Gyaneshwar ko sab karo prnaam
Gyaneshwar ko karo prnaam
Namami he gyaneshwar
Dayami he gyaneshwar
Namami he gyaneshwar
Dayami he gyaneshwar
Namami he gyaneshwar
Dayami he gyaneshwar
Namami he gyaneshwar
Dayami he gyaneshwar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *