Sankat Haari Lyrics | Sati Ki Shakti | Dhiraj Dhanak

Sankat Haari Lyrics | Sati Ki Shakti | Dhiraj Dhanak

He duniya ke dev tum
Kanth tera bhujang
Bhabhuti rang ang ang laga hain bhaari
Teri daya se maangu kripa udhaar
Dukh ka utaar bhaar snakat hari
Dukh ka utaar bhaar snakat hari

Do me se ek jaye
Duja na ji paye
Jivan aur lagti hain zindagi haari
Jaago jaago he dev karu main tumhari jai
Mrityunjay mahadev shankar tripuraari
Mrityunjay mahadev shankar tripuraari
Mrityunjay mahadev shankar tripuraari

He yug yug ki sangini aaj wo sati bani
Jodi tu na bigaad mere jagdisvar
Padi hain ye bani raakh
Phunk do isme praan
Jhutha ye vidhi vidhan taalo parmeshvar
Jhutha ye vidhi vidhan taalo parmeshvar

Amrit ki karo dhaar meri naar ko ubhar
Ab der na lagao sambhu jatadhaari
Jaago jaago he dev karu main tumhari jai
Mrityunjay mahadev shankar tripuraari
Mrityunjay mahadev shankar tripuraari
Mrityunjay mahadev shankar tripuraari

Prkat ho ke pashupati ne
Durlabh darshan diya
Haatho se fir kiran ko fenka
Raakh me jivan dala
Mrityunjay ki ajab hain lila
Dharm manorath kiya fir
Dharm manorath kiya fir
Amrit barsa ke dono ko
Fir se milvaa diya
Swaami

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *