Haseen Gunah Lyrics | Mohabbat Mein | K M Sadasivan | K M Sadasivan

Dil me kisi ke raah kiye jaa raha hu main
Kitna hansi gunaah kiye jaa raha hu main

Mujhse ada huaa hain
Jigar justuju ka hak
O mujhse ada huaa hain
Jigar ka hak
Har jarre ko gavaah kiye ja raha hu main
Har jarre ko gavaah kiye ja raha hu main
Dil me kisi ke raah kiye jaa raha hu main
Kitna hansi gunaah kiye jaa raha hu main

Gulshan parastu ho mujhe
Gul hi nahi ajij
Ho gulshan parastu ho mujhe
Gul hi nahi ajij
Kanto se bhi nibaah kiye ja raha hu main
Kanto se bhi nibaah kiye ja raha hu main
Dil me kisi ke raah kiye jaa raha hu main
Kitna hansi gunaah kiye jaa raha hu main

Pahle sharab jist thi
Ab jist hain sharab
O pahle sharab jist thi
Ab jist hain sharab
Koi pila raha hain piye jaa raha hun main
Koi pila raha hain piye jaa raha hun main
Dil me kisi ke raah kiye jaa raha hu main
Kitna hansi gunaah kiye jaa raha hu main
Kitna hansi gunaah kiye jaa raha hu main

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *