Neend Ka Bijness Lyrics | Sona Spa | Sudesh Bhosle, Asha Bhosle | Shamir Tandon

Neend Ka Bijness Lyrics | Sona Spa | Sudesh Bhosle, Asha Bhosle | Shamir Tandon

Mujhe neend na aane ki mushkil beemari hai
No problem
Din tiring tiring hai aur raat bhi bhaari hai
No problem

Hamare paas aao
Mushkil suljhaao
Tension kyun lete hain
Ham neend ka business karte hain
Ham neend ka business karte hain
Ham neend ka business karte hain

Tumhare sang nahin
Tumhare liye din raat sote hain
Ham neend ka business karte hain
Ham neend ka business karte hain
Ham neend ka business karte hain

Stressful life hai haaye
Problem hi problem hai
Kabhi ghar ki mushkil hai
Kabhi bahar ka gham hai
Koi daaru peeta hai
Koi goli khaata hai
Neend ke liye har shaks
Kya kya aazmaata hai

Haan
Hamare paas aao
Mushkil suljhaao
Tension kyun lete hain
Haan neend ka business karte hain
Are neend ka business karte hain
Ye neend ka business karte hain

Discover kiya hamne ek aisa formula
Jisne ise taste kiya
Har dard ko wo bhoola
Ha ha ha ha
Ju ju ju ju
Ha ha ha ha
Ju ju ju ju
Na na na na
La la la la
Ju ju ju ju

Arey ham sabki zaroorat hain
Ham sabki chaahat hai
Takleefon mein ham sabko dete raahat hain

Haan
Hamare paas aao
Mushkil suljhaao
Tension kyun lete hain
Ye neend ka business karte hain
Haan neend ka business karte hain
Are neend ka business karte hain

Mujhe neend na aane ki mushkil beemari hai
No problem
Din tiring tiring hai aur raat bhi bhaari hai
No problem

Hamare paas aao
Mushkil suljhaao
Tension kyun lete hain
Haan neend ka business karte hain
Ye neend ka business karte hain
Haan neend ka business karte hain

Ham neend ka business karte hain
Ham neend ka business karte hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *