Ban Me Bahar Aa Gayi Lyrics | Padosi | Anees Khatoon, Balwant Singh | Master Krishnarao

Ban Me Bahar Aa Gayi Lyrics | Padosi | Anees Khatoon, Balwant Singh | Master Krishnarao

Ban me bahaar aa gayi
Ban me bahaar aa gayi
Tu man me aaja
Tu man me aaja

Ban me umang chha gayi
Ban me umang chha gayi
Tu man me chha ja

Jag hariyaali
Kadam kadam par ambua mahke
Koyal bole daali daali
Tu bhi kuk suna

Saajan aaja aa
Man ki nagri aaye basa ja
Aa
Saajan aaja aa
Man ki nagri aaye basa ja
Tu hi man ka raja
Tu hi man ka raja

Tumhe main bulaaun
Main kaahe aaun
Kaan karo ek baat sunaaun
Kya kya
Vo baat nahi kehne ki
Vo baat nahi kehne ki
Par main nahi chup rehne ki
Vo baat nahi kehne ki
Par main nahi chup rehne ki
Tu man me aa ja

Ban me bahaar aa gayi
Tu man me aaja
Ban me umang chha gayi
Ban me umang chha gayi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *