Taro Ki Toliyo Ye Kaisa Hai Lyrics | Ghar Ki Izzat | G. M. Durrani, Shamshad Begum | Govind Ram

Taro Ki Toliyo Ye Kaisa Hai Lyrics | Ghar Ki Izzat | G. M. Durrani, Shamshad Begum | Govind Ram

Taaro ki toliyon pe kaisa hai ye nikhaar
Taaro ki toliyon pe kaisa hai ye nikhaar
Hai kiska intezaar
Hai kiska intezaar
Hai kiska intezaar
Hai kiska intezaar

Taaro ki toliyon pe kaisa hai ye nikhaar
Hai kiska intezaar
Hai kiska intezaar

Aasmaan pe aaj ek mehmaan aayega
Vo nur sari duniya pe apna luteyega
Aasmaan pe aaj ek mehmaan aayega
Vo nur sari duniya pe apna luteyega
Nikla nahi hai chand sitaare hai bekraar
Nikla nahi hai chand sitaare hai bekraar
Hai kiska intezaar
Hai kiska intezaar
Chanda ka intezaar
Hai chanda ka intezaar
Taaro ki toliyon pe kaisa hai ye nikhaar
Hai kiska intezaar
Hai kiska intezaar

Har saans mera nagma
Dhadkan meri tarana
Har saans mera nagma
Dhadkan meri tarana
Khamosh thi vo baate
Khamosh ka satana
Khamosh thi vo baate
Khamosh ka satana
Baj raha apne aap dil ka taar taar
Baj raha apne aap dil ka taar taar
Hai kiska intezaar
Hai kiska intezaar
Chanda ka intezaar
Hai chanda ka intezaar
Taaro ki toliyon pe kaisa hai ye nikhaar
Hai kiska intezaar
Hai kiska intezaar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *