Balma Tumhare Nain Lyrics | Paisa Hi Paisa | Lata Mangeshkar | Anil Biswas

Balma Tumhare Nain Lyrics | Paisa Hi Paisa | Lata Mangeshkar | Anil Biswas

Balma tumhre nain ke
Uthat jhukat dukh hoye
Hirani si ghayal firun
Mere dard na jane koi
Lad gayi ankhiya jane na baalam
Lad gayi ankhiya jane na baalam
Tadap tadap beete
Tadap tadap beete
Saari saari ratiya
jane na baalam
Lad gayi ankhiya jane na baalam

Nache kamar ni radha
Ghanan ghanan payal baje
Lachkat balkhaye

Anjane do nainava
Mil to gaye ek sath
Par ghunghat ki ot me
Rah gayi man ki baat
Man ki lahar jane udti chunariya
Man ki lahar jane udti chunariya
Chali main kidhar chhun chhun bhun
Chali main kidhar jane piya ki dagariya
Man ki lahar jane udti chunariya
Sab ki nazar jane
Sab ki nazar jane uljhe nazariya
Tabki mori batiya
Jane na baalam
Tabki mori batiya
Jane na baalam
Tadap tadap beete
Tadap tadap beete
Saari saari ratiya
jane na baalam
Lad gayi ankhiya jane na baalam
Lad gayi ankhiya jane na baalam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *