Suna hain jaha
Ek tere bina
Suna hain jaha
Ek tere bina
Chhod gaya re mujhe akeli
Baabul tu kaha
Suna hain jaha
Ek tere bina
Suna hain jaha
Ek tere bina
Batla de mere baabul
Ho gya kya tera angana
Batla de mere baabul
Ho gya kya tera angana
Dulhan banne se pahle
Jal gaya kya mera sapana
Sab jal gaya kya
He raam kaisa
Uttha hain dhua
Suna hain jaha
Ek tere bina
Suna hain jaha
Ek tere bina

