Kuchh tumhe aur bhi
Aata hain satane ke siva
Kuchh tumhe aur bhi
Aata hain satane ke siva
Sab hain manjur hame
Sab hain manjur hame
Aapke jane ke siva
Kuchh tumhe aur bhi
Aata hain satane ke siva
Lab pe ye baat na ye aah kabhi aane do
Lab pe ye baat na ye aah kabhi aane do
Main chala jaaunga
Jaana hain mujhe jaane do
Ye bhala aur hain kya
Ye bhala aur hain kya
Ek bahane ke siva
Kuchh tumhe aur bhi
Aata hain satane ke siva
Sab hain manjur hame
Sab hain manjur hame
Aapke jane ke siva
Kuchh tumhe aur bhi
Aata hain satane ke siva
Tumne rangeen baharo ka bahut naam liya
Tumne rangeen baharo ka bahut naam liya
Tumne in chaand sitaro ka bahut naam liya
Tumne har bat kahi
Tumne har baat kahi
Dil ke har fasane ke siva
Kuchh tumhe aur bhi
Aata hain satane ke siva
Sab hain manjur hame
Sab hain manjur hame
Aapke jane ke siva
Kuchh tumhe aur bhi
Aata hain satane ke siva
Ye ghani julf ke julfo pe
Koi jaam-e-junun
Ye ghani julf ke julfo pe
Koi jaam-e-junun
Ye hasi hontho ke hontho pe rahe naam-e-junun
Bas kami aur hain kya
Bas kami aur hain kya
Ek diwane ke siva
Kuchh tumhe aur bhi
Aata hain satane ke siva
Sab hain manjur hame
Sab hain manjur hame
Aapke jane ke siva
Kuchh tumhe aur bhi
Aata hain satane ke siva

