Zamane Badalte Ja Raha Hai Lyrics | Maa Ke Aansoo | Mahendra Kapoor | Sardar Malik

Zamane Badalte Ja Raha Hai Lyrics | Maa Ke Aansoo | Mahendra Kapoor | Sardar Malik

Badalta ja raha hain
Din b bin naksha zamane ka
Irada to nahi malik
Kahi duniya mitane ka
Badalta ja raha hain

Wo teri raah me sab kuch lutaye
Khaye wo thokar
Vadi khushiya manaye
Aur neki kaate din ro kar
Tamasha kaisa ye tera hansane ka rulane ka
Hansane ka rulane ka
Badalta ja raha hain

Hain aankho me tere jalwe
Juba pe allah ho akbar
Hain teri yaad dil me
Shikwa na fariyad hain lab par
Tera maksad hain kya malik
Inhe ye din dikhane ka
Inhe ye din dikhane ka
Badalta ja raha hain
Badalta ja raha hain
Din b bin naksha zamane ka
Iraada to nahi malik
Kahi duniya mitane ka
Badalta ja raha hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *