Kabhi Yaha Chale Kabhi Vaha Chale Lyrics | Khiladi | Hemant Kumar | Sardul Kwatra

Kabhi Yaha Chale Kabhi Vaha Chale Lyrics | Khiladi | Hemant Kumar | Sardul Kwatra

Kabhi yaha chale kabhi vaha chale
Kabhi yaha chale kabhi vaha chale
Yu hi zindagi ka karwaa chale
Kabhi yaha chale kabhi vaha chale
Yu hi zindagi ka karwaa chale
O kabhi yaha chale kabhi vaha chale
L la l la l la

Ye zindagi hain khel ham khiladi
Ye zindagi hain khel ham khiladi
Ya baaji kabhi jeeti kabhi haari
Ye baaji kabhi jeeti kabhi haari
Ye khel jo khilaaye
Wo kyu najar na aaye
Ye khel jo khilaaye
Wo kyu najar na aaye
Ya kaun jaane aasma tale
Kabhi yaha chale kabhi vaha chale
Yu hi zindagi ka karwaa chale
O kabhi yaha chale kabhi vaha chale

Kiya kisi ko waada to nibhana
Kiya kisi ko waada to nibhana
Jo tute dil to fir bhi muskurana
Jo tute dil to fir bhi muskurana
Tu aasu bhi peeye ja
Jo farj hain kiye ja
Tu aasu bhi peeye ja
Jo farj hain kiye ja
Chaahe hajar baar dil jale
Kabhi yaha chale kabhi vaha chale
Yu hi zindagi ka karwaa chale
Kabhi yaha chale kabhi vaha chale
Kabhi yaha chale kabhi vaha chale
Kabhi yaha chale kabhi vaha chale

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *