Sajne Do Angna Rachane Do Mahandi Lyrics | Naag Panchami | Asha Bhosle | Ravi

Sajne Do Angna Rachane Do Mahandi Lyrics | Naag Panchami | Asha Bhosle | Ravi

Sajne do angna rachane do mahandi
Bajne do aaj khushi ki been
Sapne kisi ke hue rangin

Sajne do angna rachane do mahandi
Bajne do aaj khushi ki been
Sapne kisi ke hue rangin

Chaal me chhale hai
Moch kamar me
Thirak rahi hai jawani
Ho cchaal me chhale hai
Moch kamar me
Thirak rahi hai jawani
Jhume ang umang jiya me
Aayi ghadi suhani
Man hoke chanchal nache re pal pal
Man hoke chanchal nache re pal pal
Jaise jal me nache meen
Sapne kisi ke hue rangin
Sajne do angna rachane do mahandi
Bajne do aaj khushi ki been
Sapne kisi ke hue rangin

Lekar fere
Saath banenge
Saat janam ke sathi
Lekar fere
Saath banenge
Saat janam ke sathi
Agani ke aage lenge vachan
Dekhnge sabhi baaraati
Kar denge arpan tumko ye tan man
Kar denge arpan tumko ye tan man
Koi na sakenge tumko chhin
Sapne kisi ke hue rangin
Sajne do angna rachane do mahandi
Bajne do aaj khushi ki been
Sapne kisi ke hue rangin
Sajne do angna rachane do mahandi
Bajne do aaj khushi ki been
Sapne kisi ke hue rangin

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *