Kismat Ke Khel Tu Khel Khiladi Lyrics | Banjaarin | Geeta Dutt | Pardesi

Kismat Ke Khel Tu Khel Khiladi Lyrics | Banjaarin | Geeta Dutt | Pardesi

Kismat ke khel tu khel khiladi
Kismat ke khel tu khel khiladi
Daav laga josh me
Rahna magar hosh me
Duniya kahe na anadi
O kismat ke khel tu khel khiladi
Kismat ke khel tu khel khiladi

Zindagi ki karwate kaanto pe liye ja
Aaya hai duniya me to kuch naam kiye ja
Zindagi ki karwate kaanto pe liye ja
Aaya hai duniya me to kuch naam kiye ja
Daav laga josh me
Rahna magar hosh me
Daav laga josh me
Rahna magar hosh me
Duniya kahe na anadi
O kismat ke khel tu khel khiladi

Jeet kabhi haar bane
Haar kabhi jeet
Daanv laga zindagi ka
Khel ki ye reet
Daav laga josh me
Rahna magar hosh me
Daav laga josh me
Rahna magar hosh me
Duniya kahe na anadi
O kismat ke khel tu khel khiladi

Tu kisi se kam nahi
Majbur nahi hai
Manzil bhi kaamyabi ki ab dur nahi hai
Tu kisi se kam nahi
Majbur nahi hai
Manzil bhi kaamyabi ki ab dur nahi hai
Daav laga josh me
Rahna magar hosh me
Daav laga josh me
Rahna magar hosh me
Duniya kahe na anadi
O kismat ke khel tu khel khiladi
Kismat ke khel tu khel khiladi

Daav laga josh me
Rahna magar hosh me
Daav laga josh me
Rahna magar hosh me
Duniya kahe na anadi
O kismat ke khel tu khel khiladi
Kismat ke khel tu khel khiladi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *