Bol Jamhure Tera Naam Kabhi Laxman Kabhi Ram Lyrics | Insaaniyat | Chitalkar Ramchandra, Mohammed Rafi | Chitalkar Ramchandra

Bol Jamhure Tera Naam Kabhi Laxman Kabhi Ram Lyrics | Insaaniyat | Chitalkar Ramchandra, Mohammed Rafi | Chitalkar Ramchandra

Bol bol are bol jamure tera naam
Kabhi lakshman kabhi ram
Are waah re waah teri shan waah re waah teri shan
Aadhi supari aur aadha paan
Khata kya hai mera jamura
Bhang afim dhtura
O waah beta waah waah beta waah
Aashiq hai tu pura

Aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko
Aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko
Kaudi na rakh kafan ko
Kaudi na rakh kafan ko
Dil ki khushi ki khatir dekhu jo maal dhan ko
Are aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko

Ek aaye ek jaye ek aaye ek jaye
Aa aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko
Aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *