Chalte chalte pichhe mud ke dekh jara
Tere raste me hain tera yaar khada
Chalte chalte pichhe mud ke dekh jara
Tere raste me hain tera yaar khada
Main kya kah diya
Tune kya sun liya
Aa main kya kah diya
Tune kya sun liya
Ho gayi tu khafa hay rabba ruk
Chalte chalte pichhe mud ke dekh jara
Tere raste me hain tera yaar khada
Kyu re kuchh chahiye
Kya re ye chla fut
Su le meri kahani
Pahli nazar me jani
Ha su le meri kahani
Pahli nazar me jani
Ki tune meri rani ye beimani
Khub hain ye ada
Apna dil na diya
Mera dil le liya hay rabba ruk
Chalte chalte pichhe mud ke dekh jara
Tere raste me hain tera yaar khada
Kyu re ek to meri matki todi
Upar se chhedta hain
Teri to matki tuti
Apna to dil hi tuta
Hay teri to matki tuti
Apna to dil hi tuta
Gussa ye chhod jhutha o meri rupa
Kuchh to insaaf kar
Pyar se tu na dar
Chal mere sath ghar hay rabba ruk
Chalte chalte pichhe mud ke dekh jara
Tere raste me hain tera yaar khada
Main kya kah diya
Tune kya sun liya
Aa main kya kah diya
Tune kya sun liya
Ho gayi tu khafa hay rabba ruk
Chalte chalte pichhe mud ke dekh jara
Tere raste me hain tera yaar khada

