Is Ka Paap Mita De Lyrics | Mata Mahakali | Manna Dey | Avinash Vyas

Is Ka Paap Mita De Lyrics | Mata Mahakali | Manna Dey | Avinash Vyas

Ham nahi chahte ye jivan
Jispar dharam ka shraap ho
Jivan nahi ye zehar hain
Jispar laga ek paap ho
Aa aa aa aa

Iska paap mitane mata
Puny ki dhar baha do
Iska paap mitane mata
Puny ki dhar baha do
Bujh na jaye deep shakti ka
Bujhti jyoti jaga do
Iska paap mita le mata
Puny ki dhar baha do

He har siddhi he jagdambe
He ambe he mata
Singhwahini pran dayini
He jan jan ki data
Wapas lekar pran hamare
Iski karo rakhwali
Dinhin ki laaj bacha lo
He mata mahakali
He mata mahakali
He mata mahakali
He mata mahakali

Prkat hui jo maat
Raat dukh ki tal gayi
Chamak utha prbhat
Aur sanjh dhal gyai
Maa ki god me bhi
Uska phul khil gaya
Mahan the jo unka
Pran daan mil gaya
Pran daan mil gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *